Friday, June 5, 2026
Rizq mein Barkat
" Nikaah krne se Allah Ki taraf se aapke rizq me izafa hojata hai"
Yani, jab aap nikaah karte hain, tou Allah ki taraf se aapke maali aur aashiyaan (rizq) mein izafa hota hai. Ye baat isliye hai kyun ke nikaah Allah ki khushi aur barkat ka zariya hota hai, aur is se insaan ki zindagi mein khushiyan aur rahmat aati hain.
Kounse Padosi ka haq sabse jyada hai
Hadees: Kounse Padosi ka haq sabse jyada hai
Ummaha-tul-Momineen Aayesha (R.A.) se riwayat hai ki maine pucha "Ya Rasool'Allah (๏ทบ) ! Mere do Padosi hai, Unmein se kiskey paas mai Hadiya (Tohfa) bheju ?" Tou Aap (๏ทบ) ne farmaya " Jiska Darwaza tujhse jyada Qareeb hai "
(Sahih Bukhari 2259)
Sabse qareebi padosi : Jo padosi aap ke ghar ke sabse qareeb hai, uska haq sabse zyada hai. Islam ne padosi ko ek aham darja diya hai aur sabse qareebi padosi ke huqooq aur zimmedariyan aur zyada ho jaati hain. Yeh isliye bhi hai kyunki qareebi padosi aapki zindagi mein zyada raabta mein rehta hai aur agar koi mushkil ya madad ki zarurat ho, woh sabse pehle haqdar hai.
Huqooq ka matlab : Aapke qareebi padosi ka haq hai ke aap unka khayal rakhain, unhein koi takleef na pahunchaain, aur agar zarurat pade toh unki madad karain. Agar unhe koi takleef ya mushkil ho, toh aapko uske hal mein madad deni chahiye.
Wednesday, June 3, 2026
Shaitan to yahi chahta hai ke Sharab aur Juwe ke jarye Dushmani ....
۞ Bismillah-Hirrahman-Nirrahim ۞
"Shaitan to yahi chahta hai ke sharab aur juwe ke jarye tumhare darmiyan Dushmani aur Bugz ke beez daal de aur tumhe Allah ki Yaad aur Namaz se rok de!
๐ Surah Maida 5:91
เคญाเค เคैเคธा เคोเค เคจเคนीं
เค
เคฒ्เคฒाเคน เคคाเคฒा เคจे เคนเค़เคฐเคค เคฎूเคธा เคธे เคซ़เคฐเคฎाเคฏा
เคนเคฎ เคเคชเคे เคญाเค เคे เค़เคฐिเค เคธे เคเคชเคा เคนाเคฅ เคฎเค़เคฌूเคค เคเคฐेंเคे เคเคฐ เคคुเคฎ เคฆोเคจों เคो เคเคธी เคुเคต्เคตเคค เคฆेंเคे เคि เคตो เคคुเคฎ्เคนाเคฐा เคुเค เคจा เคฌीเคाเคก़ เคธเคेंเคे ।
(เคธूเคฐा เค เฅเคธเคธ 35 )
เคฒिเคนाเค़ा เคนเคฐ เคเคธ เคถเค़्เคธ เคธे เคฆूเคฐ เคฐเคนें เคो เคเคช เคเคฐ เคเคชเคे เคญाเค เคे เคฆเคฐเคฎिเคฏाเคจ เคเคฒเคค เคซ़เคนเคฎिเคฏां เคชैเคฆा เคเคฐเคे เคคाเคฒुเคाเคค เคो เค ेเคธ เคชเคนुंเคाเค ।
Visit the Sick
The Messenger of Allah (peace be upon him), "Every Muslim has five rights over another Muslim (i.e., he has to perform five duties for another Muslim): to return the greetings, to visit the sick, to accompany funeral processions, to accept an invitation, to respond to the sneezer [i.e., to say: 'Yarhamuk-Allah (may Allah bestow His Mercy on you),' when the sneezer praises Allah]."
[Al-Bukhari and Muslim].
Behatreen Aurat ki Sifat Aur Pehchan
Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki
Rasool Allah (๏ทบ) se pucha gaya ki,
“Behatreen Aurat kaunsi hai ?."
Toh Aap (๏ทบ) ne farmaya "Wo Aurat jisko uska Shohar jab dekhe tou wo usko khush kar de, aur jo hukm wo (Shohar) usko de wo uski farmabardari kare Aur Apne Nafs aur Daulat me uske khilaf koi kaam na kare."
(Sunan Nasaii, Jild 2, 1143-Sahih)
'Behtarin Aurat ki Pehchan kya hai?
Toh Aap (๏ทบ) ne farmaya "Jo Aurat apne Shohar ki Ita'at wa FARAFarmabardari kare."
(Nisaai Sharif: Jild-2, Page-364)
