Abdullah bin Abbas (R.A) se riwayat hai ke,Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya“Woh Shakhs (Kamil) Imanwala nahi ho sakta jo pait bhar ke khaye aur us ka padosi bhuka rahe.”📕 Shoabul...
Abdullah Ibne Abbas (R.A.) se riwayat hai ke,Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:“Jab Tum me se kisi ko Gussa aaye to usey chahiye khamoshi ikhtiyar kare.”📕 Musnade Ahmed ...
Allah ke Rasool (ﷺ) farmate hai:“Har Taraf Phaili hui Qatl-o-Ghaarat giri Mein Ibaadat Karna Meri taraf Hijrat Karne ki tarah hai.”Sahih Muslim: 2948 (74...
Abu Darda (R.A) farmate hai ke,Maine Allah ke Rasool (ﷺ) ko ye farmatey huye suna,“Walid (Baap) Jannat ka Markazi Darwaza hai, Ab ye Tumhari Marzi hai ke Tum Iss Darwazey...