Tuesday, June 27, 2023

Behatreen Aurat ki Sifat Aur Pehchan




Abu Hurairah (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki
Rasool Allah (ﷺ) se pucha gaya ki, 
“Behatreen Aurat kaunsi hai ?." 

Toh Aap (ﷺ) ne farmaya  "Wo Aurat jisko uska Shohar jab dekhe tou wo usko khush kar de, aur jo hukm wo (Shohar) usko de wo uski farmabardari kare Aur Apne Nafs aur Daulat me uske khilaf koi kaam na kare."

(Sunan Nasaii, Jild 2, 1143-Sahih)


 Rasool Allah (ﷺ) se daryaft kiya gaya ki 
'Behtarin Aurat ki Pehchan kya hai?

Toh Aap (ﷺ) ne farmaya "Jo Aurat apne Shohar ki Ita'at wa FARAFarmabardari kare." 

(Nisaai Sharif: Jild-2, Page-364)


Previous Post
Next Post

0 Comments: