Monday, August 5, 2024

Tum Apne Kisi Bhai se Jhagda Na Karo




Mafhoom-e-Hadees: Abdullah ibn Abbas (RaziAllahu Anhu) se Riwayat hai ke, Allah ke Rasool (Sallallahu Alaihay Wasallam) ne farmaya:

"Tum Apne Kisi Bhai se Jhagda Na Karo aur na Us se Aisa mazaq karo (Jis se us ko Taqleef ho) aur Us se aisa Waada na karo jisko poora na kar sako.."

- (Tirmizi, 1995)

Friday, August 2, 2024

भाई भाई बन कर रहो



 नबी करीम (ﷺ) ने फ़रमायाः
“बदगुमानी से बचते रहो क्योंकि बदगुमानी की बातें अक्सर झूठी होती हैं, लोगों के ऐब तलाश करने के पीछे ना पड़ो, आपस में हसद ना करो, किसी की पीठ पीछे बुराई ना करी, नफ़रत ना रखो, बल्कि सब अल्लाह के बंदे आपस में भाई भाई बन कर रहो "

(सहीह बुख़ारी 6064)

Saturday, May 4, 2024

भाई जैसा कोई नहीं





अल्लाह ताला ने हज़रत मूसा से फ़रमाया
हम आपके भाई के ज़रिए से आपका हाथ मज़बूत करेंगे और तुम दोनों को ऐसी कुव्वत देंगे कि वो तुम्हारा कुछ ना बीगाड़ सकेंगे ।
(सूरा ए क़सस 35 )



लिहाज़ा हर उस शख़्स से दूर रहें जो आप और आपके भाई के दरमियान गलत फ़हमियां पैदा करके तालुकात को ठेस पहुंचाए ।

Saturday, September 23, 2023

Apne Bhai ki Madad Karo Chahe Woh Zaalim Ho Ya Mazloom





Allah ke Rasool (ﷺ) ne Farmaya

Apne Bhai ki Madad Karo Chahe Woh Zaalim Ho Ya Mazloom.

Sahaba ne Arz Kiya, Ya Rasoolullah (ﷺ)! Hum Mazloom ki to Madad Kar Sakte Hain. Lekin Zaalim ki Madad Kis Tarah Karein? 

Aap (ﷺ) ne Farmaya:
Zulm se Uska Hath Pakad lo. (Yahi Uski Madad Hai)

Sahih Bukhari: 2444