Wednesday, April 24, 2024

Sunday, April 21, 2024

Jannat ki Chabi Namaz hai





Jabir Bin Abdullah (R.A) se riwayat hai ki, 
RasoolAllah (ﷺ) ne Irshad farmaya –

“Jannat ki Kunji ( Key / Chaabi ) Namaaz hai 
aur Namaaz ki Kunji Wuzu hai.”

📕 Jami at Tirmidhi, Hadees-04 (Sahih)

Ek aur riwayat me Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne ... ..

Friday, April 19, 2024

Thursday, April 18, 2024

Allah bande ki Madad me Rehta hai


Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya 

"Aur Allah Bande ki Madad Mein Rahta hai Jab tak Banda Apne Bhai ki Madad me Rahta hai.."

Sahih Muslim: 2699

Allah APNE BANDE Ke Saath Hota Hai jab....




Rasool' Allah (ﷺ) Ne Farmaya 

"Allah Ta'ala Farmata Hai Ke Main APNE BANDE Ke Saath Hota Hoon, Jab Wo Mera Zikr Karta Hai, Aur Uske Hont Mere Zikr Ki Wajah Se Harkat Me Hote Hain."

Ib Majah Hadith No. | 3792

Pyare Nabi Ki Sunnaton Pe Chale To Zamana Khud Ba Khud Hamare Peche Aa Jayega


Nabi (ﷺ) Ki Sunnat 

•Waqt Aur Zamane Ke Sath Chalne Ki Kiya Zarurat Hai... Pyare Nabi Ki Sunnaton Pe Chale To Zamana Khud Ba Khud Hamare Peche Aa Jayega

Monday, April 8, 2024

Allah bande ki Madad me Rehta hai



RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya 
"Aur Allah Bande ki Madad Mein Rahta hai Jab tak Banda Apne Bhai ki Madad me Rahta hai..”

 Sahih Muslim : 2699 
 

Eat Together



The Prophet (ﷺ) said 
Eat together and do not eat separately, for the blessing is in being together.

[Sunan Ibn Majah 3287] [Grade: Hassan (Darussalam)]

Apne Bhai ki Madad karo


Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

Allah Ta'la Us Waqt Tak Bande Ki Madad Mein Laga Rehta Hai
Jab Tak Banda Apne Bhai Ki Madad Mein Laga Rehta Hai.

Sahih Muslim: 6853 (2699)

Sunday, April 7, 2024

Takleef me giraftar Musalman



Aap (ﷺ) ne Farmaya

Jo Musalman kisi bhi Takleef me giraftar hota hai Toh Allah Taala uski wajah se uske gunah es tarah jhaad deta hai jaise darakht k patte jhad jate hai

(Sahih Bukhari 5647)

Saturday, April 6, 2024

Neki Sadqa hai



Ek aur Riwayat me Aap (ﷺ) ne faramaya

"Har Neki Sadqa Hai ! 
Tum Apne Musalman Bhai se Pyar se Galey milo, yeh bhi Neki hai."

Musnade Ahmad Jild : 5 Safa : 111 : 14715

Saturday, March 30, 2024

Aadmi ke Buraa hone ke liye yehi kaafi hai ke



RasoolAllah (ﷺ) farmate hai –

“Kisi Aadmi ke Bura hone ke liye yehi Kafi hai ke Wo Apne Muslim Bhai ko Haqeer samjhe. Har Muslim ki Jaan, Maal aur Izzat Tamaam Muslims par Haraam hain.”

📕 Sahih Muslim : 2564

Aadmi aur Shirk o Kufr ke darmiyan fark karne wali cheez

 



Hadith: Jaabir (R.A) riwayat karte hain ke Rasool Allah ﷺ ne farmaya : 
‘Aadmi aur Shirk o Kufr ke darmiyan fark karne wali cheez Namaz hai.’

(Muslim: al Eman 82)



Is ka mtalab ye hai ke Islam aur Kufr ke darmiyan Namaz deewaar ki tarha hai. Doosre lafzo’n me namaz ka tark (chorna) Musalman ko Kufr tak paho’nchane wala amal hai.