Friday, November 8, 2024

Juma ki Namaz kis par Farz hai?



Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya 

“Jumuah ki Namaaz Jama’at se Ada Karna har Musalman par Farz hai Siwaye 4 Logon: Ghulaam, Aurat, Nabaligh Bachcha aur Bimaar ke.”

📕 Abu Dawood: 1067 (Sahih)

Jumma Mubarak



Jumma Mubarak !


Duniya Ki Sab Se Behtreen Khubsoorat Or Haseen Naimton Main Se Aik Naimat Namaz Hai, Jo Sakoon Is Main Hai Wesa Sakoon Kaheen Nahi !

ALLAH Jisse Hidayat Dede Usse Koi Gumraah Nahi Kar Sakta.



Jummah Mubarak 
ALLAH Jisse Hidayat Dede Usse Koi Gumraah Nahi Kar Sakta.

जब पुकारा जाए नमाज़ के लिये





ऐ लोगो जो ईमान लाए हो, जब पुकारा जाए नमाज़ के लिये जुमा के दिन तो अल्लाह के ज़िक्र (नमाज़) की तरफ़ दौड़ो और ख़रीद और बिक्री छोड़ दो,

ये तुम्हारे लिये ज़्यादा बेहतर है अगर तुम जानो।

AL-QUR'AN 62:9

Jummah ka din dino'n ka Sardar ha


" Jummah ka din dino'n ka Sardar hai "
Allah ke nazdeek badaa din hai

Jumma Ka Keemti Waqt



" Jumma Ka Keemti Waqt "

 Jumma Ke Din Ek waqt Esa Bhi 
Hota Hai Ki Banda 
Jo Mange Allah Usse Ataa 
Karta He.. 

"Or Zyada tr Ulma ka farman h ki wo wakt
 Asr or magrib ke darmiyan ka hota he" 
(ABU DAWOOD, TIRMIZI, NASAI) 

Dua Taqdeer Zindagi sab badal sakti hai



Dua Taqdeer Zindagi sab badal sakti hai


Friday!

Dua Taqdeer zindagi sab badal sakti hai Bus insaan ko dua aur Ipar yakeen rakhna chahiye

FRIDAY



FRIDAY


Dukh Dard, Or Takleef Allah Ki Narazgi Hoti to Nabiyon Ko Kabhi Na Milti Yeh Naimat Hai Jo Insan ko Allah Ka Rasta Batati Hai !!

Beshak namaaz padha karen Kyonki




Juma mubarak..

Beshak namaaz padha karen
Kyonki qayamat ke din sabse Pehle sawal namaaz ka hoga..!