Thursday, April 11, 2024

Sadqa-e-Fitr Eid ki Namaz ke liye jaane se pehle pehle Nikalne ka Hukm diya



Ramadan

Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne Sadqa-e-Fitr Eid ki Namaz ke liye jaane se pehle pehle Nikalne ka Hukm diya 
[Hadees: Sahih al-Bukhari 1509] 

Hadees: Ibn Umar (RaziAllahu Anhu) se riwayat hai ki: Nabi-e-Kareem (ﷺ) ne Sadqa-e-Fitr Eid ki Namaz ke liye jaane se pehle pehle Nikalne ka Hukm diya

Tuesday, April 9, 2024

Ramzan ka Aakhri Ashre me Rasooll Allah (ﷺ) saari Raat Ibadat karre




Ramadan

Jab Ramzan ka Aakhri ashra aata to Allah ke Rasool saari Raat Ibadat me khud bhi jagte aur...
 [Hadees: Sahih Al Bukhari 2024] 

Hadees: Umme Aisha (R.A) se riwayat hai ke: "Jab Ramzan ka Aakhri ashra aata to Allah ke Rasooll (ﷺ) saari Raat Ibadat ke liye khud bhi jagte aur apne ghar walon ko bhi jagaya karte."

Sunday, April 7, 2024

Ibne Aadam ka har amal uske liye hai siway Roze ke



Ramadan

Ibne Aadam ka har amal uske liye hai siway Roze ke, Roza Mere liye hai aur mai hi uska Badla dunga. 
[Hadees: Sahih al-Bukhari 5927]

Hadees: Abu Huraira (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya:

"Allah Ta'ala farmata hai: "Ibne Aadam ka har amal uske liye hai siway roze ke, Roza Mere liye hai Aur mai hi uska Badla dunga."


Friday, April 5, 2024

Shab e Qadr ki Dua



Ramadan

Shab e Qadr ki Dua

[Hadees: Sunan Ibne Majah 731]

Hadees: Ummul Momin Ayesha (R.A) ne arz kiya ki "Aye Allah ke Rasool (ﷺ) Agar Mujhe Shab-e-Qadr Naseeb ho jaye tou kya Dua karu?. 

Aapne farmaya: "ye kehna 'Allahumma Innaka
'Afuwwuntuhibbul 'Afwa Fa'fu 'Anni.'

(Aye Allah tu muaf karne wala aur muaf karne ko pasand Karta hai so mere bhi gunaah muaf farma de.)"

Rozedar Banda Bandi





Rojedar Banda Bandi


Rojadar banda bandi k muh ka badboo,kastoori Khoosbu se bhi ziyada khoosbu lagti hai Mera  Allah ke pass.

Monday, April 1, 2024

Jo Shakhs Shab-e-Qadr Imaan ke sath aur sirf Aakhirat ke sawab ke liye Zikr aur ibadat.



Ramadan

Jo Shakhs Shab-e-Qadr Imaan ke sath aur sirf Aakhirat ke sawab ke liye Zikr aur ibadat.
 [Hadees: Sahih al-Bukhari 35] 

Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya : Jo Shakhs Shab-e-Qadr Imaan ke sath aur sirf Aakhirat ke sawab ke liye Zikr aur ibadat mein guzare to uske pichle Gunah bakhsh diye jate hain.

Sunday, March 31, 2024

Humne is Quran ko Mubaraq Raat (Shabe Qadr) me nazil kiya.



Ramadan

Humne is Quran ko Mubaraq Raat (Shabe Qadr) me nazil kiya. 
[Al-Quran: 44:3]

Allah Subhanahu wa Taala Quran me farmata hai:
Humne is Quran ko Mubaraq Raat (Shabe Qadr) me nazil kiya.

Rozedar Ko Iftar Karane Ki Fazilat Aur Sawaab




Ramadan

Rozedar Ko Iftar Karane Ki Fazilat Aur Sawaab
[Sunan Ibn Majah 1746]

Rasool Allah (Sallallahu Alaih Wasallam) ne farmaya: Jo koi kisi Rozedaar ko iftar kara de tou uss ko Rozedaar ke Barabar Sawab milega, aur Rozedaar ke sawab mein se koi kami nahi hogi.

Saturday, March 30, 2024

Jisne bhulkar Roze ki halat me kuch kha pi liya tou


Ramadan

Jisne bhulkar Roze ki halat me kuch kha pi liya tou apna roza pura kar le. 
[Hadees: Sahih al-Bukhari 1933] 

Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, Rasool Allah (ﷺ) ne
farmaya : "Jisne bhulkar Roze ki halat me kuch kha pi liya to apna roza pura kar le kyunki usey Allah ne khilaya pilaya hai".






Thursday, March 28, 2024

Ramzan ke Roze seene me moujud kharabiyo ko nikal dete hai.



Ramadan

Sabr ke mahine (Ramzan) ke Roze aur har Maah ke 3 Roze seene me moujud kharabiyo ko nikal dete hai. 
[Hadees: Sahih Targheeb 1032] 

Hadees: Ibne Abbas (R.A) se riwayat hai ke. RasoolAllah (ﷺ) ne farmaya: Sabr ke mahine (Ramzan) ke Roze aur har Maah ke 3 Roze seene me moujud kharabiyo ko nikal dete hai.

Tuesday, March 26, 2024

Rozedar ke samne jab khaana khaya Jaye aur


Ramadan

Rozedar ke samne jab khaana khaya Jaye aur wo sabr karen tou Farishteie Uske liye dua karte hai. [Hadees: Sunan Ibn Majah, 1748]

Hadees: Umm 'Umarah (R.A.) se riwayat hai ke: Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "Rozedar ke samne jab khaana khaya Jaye aur wo sabr karen to Farishtein Uske liye Dua Karte hai.


Sunday, March 24, 2024

Allah Taala har Iftar ke Waqt Jahannum se kuch logon ko Azad karta hai



Ramadan

Allah Taala har Iftar ke Waqt Jahannum se kuch logon ko Azad karta hai. 
[Hadees: Sunan Ibn Majah 1712]

Jabir (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya "Allah Taala har Iftar ke Waqt Jahannum se kuch logon ko Azad karta hai aur ye har raat hota hai."

Saturday, March 23, 2024

Agar Koi Shakhs Roza rakh kar bhi Jhoot bolna aur Dagabaji karna na chore tou.



Ramadan

Agar Koi Shakhs Roza rakh kar bhi Jhoot bolna aur Dagabaji karna na chore tou.
[Hadees: Sahih al-Bukhari 1903] 

Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya: "Agar Koi Shakhs Roza rakh kar bhi Jhoot bolna aur Dagabaji karna na chore tou Allah Ta'ala ko Uski koi Zaroorat nahi ki wo Apna Khana Peena chor de."


Tuesday, March 19, 2024

Roza Gunaho aur Jahannum ki aag se bachane wali ek Dhaal hai.






Roza Gunaho aur Jahannum ki aag se bachane wali ek Dhaal hai. 
[Hadees: Sahih Bukhari 1904]

Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke. farmaya: Rasool Allah (ﷺ) ne

Roza Gunaho aur Jahannum ki aag se bachane wali ek Dhaal hai.

Sunday, March 17, 2024

Jo Shakhs ek din bhi Allah ki Raah me Roza rakhega,



Ramadan

Jo Shakhs Ek din bhi Allah Taala ki raah me Roza rakhe. 
[Hadees: Sahih Muslim 1153]

Hadees: Abu Saeed Khudri (R.A) se riwayat hai ke, Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya:
Jo Shakhs ek din bhi Allah Taala ki Raah me Roza rakhega, Allah Taala Jahannam ki Aag ko Uske chehre se Sattar Saal (70 Saal) ki Musafat tak door rakhega.

Friday, March 15, 2024

Rozadaar ke liye do khushiya hai



Ramadan

Rozadaar ke liye do khushiya hai 
[Hadees: Sahih al-Bukhari 1904]

Hadees: Abu Huraira (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya:

"Rozadaar ke liye do khushiya hai, Ek "Iftar" ke Waqt aur Doosri apne Rab se milne ke Waqt (Aakhirat me) hogi to apne Roze ka Sawab pa kar khush hoga.