Monday, March 16, 2026
Saturday, March 7, 2026
Rozedar ke samne jab khaana khaya Jaye aur
Ramadan
Rozedar ke samne jab khaana khaya Jaye aur wo sabr karen tou Farishteie Uske liye dua karte hai. [Hadees: Sunan Ibn Majah, 1748]
Hadees: Umm 'Umarah (R.A.) se riwayat hai ke: Rasool Allah (Sallallahu Alaihi Wasallam) ne farmaya "Rozedar ke samne jab khaana khaya Jaye aur wo sabr karen to Farishtein Uske liye Dua Karte hai.
Monday, March 2, 2026
Saturday, February 28, 2026
Ibne Aadam ka har amal uske liye hai siway Roze ke
Ramadan
Ibne Aadam ka har amal uske liye hai siway Roze ke, Roza Mere liye hai aur mai hi uska Badla dunga.
[Hadees: Sahih al-Bukhari 5927]
Hadees: Abu Huraira (R.A.) se riwayat hai ki, Rasool'Allah (ﷺ) ne farmaya:
"Allah Ta'ala farmata hai: "Ibne Aadam ka har amal uske liye hai siway roze ke, Roza Mere liye hai Aur mai hi uska Badla dunga."
Thursday, February 26, 2026
Jo Shakhs ek din bhi Allah ki Raah me Roza rakhega,
Ramadan
Jo Shakhs Ek din bhi Allah Taala ki raah me Roza rakhe.
[Hadees: Sahih Muslim 1153]
Hadees: Abu Saeed Khudri (R.A) se riwayat hai ke, Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya:
Jo Shakhs ek din bhi Allah Taala ki Raah me Roza rakhega, Allah Taala Jahannam ki Aag ko Uske chehre se Sattar Saal (70 Saal) ki Musafat tak door rakhega.