Tuesday, April 30, 2024

Kounse Padosi ka haq sabse jyada hai




 Ummaha-tul-Momineen Aayesha (R.A.) se riwayat hai ki maine pucha “Ya Rasool’Allah (ﷺ) ! Mere do Padosi hai, Unmein se kiskey paas mai Hadiya (Tohfa) bheju ?” Tou Aap (ﷺ) ne farmaya “Jiska Darwaza tujhse jyada Qareeb hai.”

(Sahih Bukhari 2259)

Tuesday, March 12, 2024

Padosi





Abdullah bin Abbas (R.A) se riwayat hai ke,
Rasool’Allah (ﷺ) ne farmaya

“Woh Shakhs (Kamil) Imanwala nahi ho sakta jo pait bhar ke khaye aur us ka padosi bhuka rahe.”

📕 Shoabul Emaan 5660

Saturday, May 20, 2023

Padosi se accha suluk karne par Jannat ki basharat





RasoolAllah (ﷺ) farmatey hai ke “Jo Shakhs iss liye Halaal kamaayi karta hai ke mangne se bache, Ahlo-Ayaal ke liye kuch hasil kare aur padosi ke saath husn-e-sulooq kare tou wo Qayamat me iss taraah aayega ke iska chehra Chaudhvin ke Chand ki tarah chamakta hoga.”

(Shoabul Emaan 10375)

Friday, January 13, 2023

Kounse Padosi ka haq sabse jyada hai



 ✦ Kounse Padosi ka haq sabse jyada hai ✦

✦ Ummaha-tul-Momineen Aayesha (R.A.) se riwayat hai ki maine pucha “Ya Rasool’Allah (ﷺ) ! Mere do Padosi hai, Unmein se kiskey paas mai Hadiya (Tohfa) bheju ?” Tou Aap (ﷺ) ne farmaya “Jiska Darwaza tujhse jyada Qareeb hai.”

– (Sahih Bukhari 2259 

Wednesday, December 28, 2022

पड़ोसी को सताने का गुनाह



पड़ोसी को सताने का गुनाह



रसूलुल्लाह () ने फ़रमाया :

"वह आदमी जन्नत में दाखिल न होगा जिसके जुल्म व सितम से उस के पड़ोसी महफूज न हो। (क्योंकि पड़ोसी को सताना हराम है) "

[ मुस्लिम 172]