Thursday, March 5, 2026
Emaan Walo Par Roze Farz
Emaan walo par Roze Farz
Ramadan
Aye Emaan walo! tum par Roze farz kiye gaye,
jaise tumse pichli Ummato par humne farz kiye they
[Al-Quran: 2:183]
Gaib se Madad Aur Khushkhabri ki Dua
Gaib se Madad Aur Khushkhabri ki Dua
La llaha il Lallahu Wahdahu La Shareeka
Lahu Lahul Mulku Wala hul Hamdu
Wahuwa Alaa Kulli Shay'in Qadeer
Nabi (ﷺ) Ne Farmaya Jiska Mafhum Hai Ye Meri
aur Hamse Pehle Ambiya Ki Dua Hai Jo Is Kalme Ko
Rozana 100 Bar Padh Le Allah Uske Gam Dur Kar
Dega Aur Gaib Se Khushi Ki Khabar Dega
Agar Koi Shakhs Roza Rakh Kar Bhi Jhoot Bolna Aur Dagabaji Karna Na Chore Tou.
Ramadan
Agar Koi Shakhs Roza rakh kar bhi Jhoot bolna aur Dagabaji karna na chore tou.
[Hadees: Sahih al-Bukhari 1903]
Hadees: Abu Hurairah (R.A) se riwayat hai ke, Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya: "Agar Koi Shakhs Roza rakh kar bhi Jhoot bolna aur Dagabaji karna na chore tou Allah Ta'ala ko Uski koi Zaroorat nahi ki wo Apna Khana Peena chor de."



