Friday, August 8, 2025

Jummah Ki Namaz





Har Musalman Jummah Ki Namaz Ka
Intazar Karta Hai Agr
Har Waqt Ki Namaz Ka Karne Lage To 
Uski Duniya Aur Akhirat Dono
Sambhal Jaye


Jumma Ka Keemti Waqt



" Jumma Ka Keemti Waqt "

 Jumma Ke Din Ek waqt Esa Bhi 
Hota Hai Ki Banda 
Jo Mange Allah Usse Ataa 
Karta He.. 

"Or Zyada tr Ulma ka farman h ki wo wakt
 Asr or magrib ke darmiyan ka hota he" 
(ABU DAWOOD, TIRMIZI, NASAI) 

Jummah ka din dino'n ka Sardar ha


" Jummah ka din dino'n ka Sardar hai "
Allah ke nazdeek badaa din hai

ALLAH Jisse Hidayat Dede Usse Koi Gumraah Nahi Kar Sakta.



Jummah Mubarak 
ALLAH Jisse Hidayat Dede Usse Koi Gumraah Nahi Kar Sakta.

Jumma Mubarak



Jumma Mubarak !


Duniya Ki Sab Se Behtreen Khubsoorat Or Haseen Naimton Main Se Aik Naimat Namaz Hai, Jo Sakoon Is Main Hai Wesa Sakoon Kaheen Nahi !