Monday, October 28, 2024

Fajr




Yaa Rab Fajr Dede Aameen Apni Dua'on Mein
Fajr Ki Namaz Maanga Kare
Yeh Woh Namaz Hai Jo Aapko
Rab K Bade Kareeb Karti Hai
Rizq Badhta Hai Dil Khulta hai
Sukoon Milta hai❤

Fajr aur Ashr Pabandi se Ada karna



Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya 
"Hargiz woh shakhs Jahannum me dakhil nahi hoga jo Suraj niklne se pehle aur Suraj dubne se
Pehle Namaz Padhta hai, 
Yani Fajr Aur Ashr ki Namaz "

Sahih Muslim 634 a 
Book 5, Hadith 272

Fazr



 Fajar Ki Namaz Din Ko Bahot Khubsurat Or Dil Me Sukoon Paida Karti Hai .

Jisne Subah (Fazr) ki Namaz ada ki wo Allah ke Jimme hai



Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

"Jis Shakhs ne Subah (Fazr) ki Namaz Padhi woh Allah Taala ko Zimmedari (Aman) mein hain."

Fajr ada karne walon par



Fajr ada karne walon par


Fajr Ada Karne Walon Par Allah Ki 
Beshumar Rahmatein Barasti Hai