Monday, October 28, 2024

Fajr




Yaa Rab Fajr Dede Aameen Apni Dua'on Mein
Fajr Ki Namaz Maanga Kare
Yeh Woh Namaz Hai Jo Aapko
Rab K Bade Kareeb Karti Hai
Rizq Badhta Hai Dil Khulta hai
Sukoon Milta hai❤

Fajr aur Ashr Pabandi se Ada karna



Rasool Allah (ﷺ) ne farmaya 
"Hargiz woh shakhs Jahannum me dakhil nahi hoga jo Suraj niklne se pehle aur Suraj dubne se
Pehle Namaz Padhta hai, 
Yani Fajr Aur Ashr ki Namaz "

Sahih Muslim 634 a 
Book 5, Hadith 272

Fazr



 Fajar Ki Namaz Din Ko Bahot Khubsurat Or Dil Me Sukoon Paida Karti Hai .

Jisne Subah (Fazr) ki Namaz ada ki wo Allah ke Jimme hai



Allah ke Rasool (ﷺ) ne farmaya:

"Jis Shakhs ne Subah (Fazr) ki Namaz Padhi woh Allah Taala ko Zimmedari (Aman) mein hain."

Fajr ada karne walon par



Fajr ada karne walon par


Fajr Ada Karne Walon Par Allah Ki 
Beshumar Rahmatein Barasti Hai

Allah Se Beinteha Mohabbat



Neend Se Uth Kar Fajar Ki
Namaz Wohi Padhte Hain, Jo 
Allah Se Beinteha Mohabbat
Karte Hain....

Pura Din Apni Rehmat Qaim Rakhay Ga




Yaqeen Mano Tum Namaz Fajar Qaim Karo Allah Tum Pay pura Din Apni Rehmat Qaim Rakhay Ga

Fajar ki namaz Chehre pe noor aur




Fajar ki namaz Chehre pe noor aur 
Dil ko sukoon deti hai

Jab Fajr me Ankh khul jaye



Jab Fajr Main Ankh
Khul Jaye To Samjh Lena Ke
Aasman Se Call Aayi Hai

Thande Waqt Ki Namaz


Aap (ﷺ) Ne Farmaya K Jisne Thande Waqt Ki Do Namaze Waqt Par Padhi (Fajrr Aur Asar) Toh Woh Jannat Mein Dakhil Hoga 

(Sahi Bukhari : 574)

ALLAH KHUD KEHTE HAIN




ALLAH KHUD KEHTE HAIN...

Fajar Se Pehle Tahajjud Ke Waqt Mangi Jane Wali Dua Bhi Bahut Jald Qubool Hoti Hai.

Tahajjud Ke Waqt Allah Khud Kehte Hain, Koi Hai Jo Mujhse Mange Or Main Ataa Karun..

Tum uske liye neend tarq (chod) kar ke aao,



Fazr

Tum uske liye neend tarq (chod) kar ke aao, to kaise mumkin hai ke woh tumhari duaon ko rad karde??

सुबह की नमाज अदा करने पर हिफाज़त का जिम्मा



सुबह की नमाज अदा करने पर हिफाज़त का जिम्मा

रसूलुल्लाह (ﷺ) ने फ़र्माया :“जिस ने सुबह (यानी फज़र) की नमाज़ अदा की, वह अल्लाह की हिफ़ाज़त में है।”

मुस्लिम: 1493 

HAMARE SUBAH JAAGNE SE PEHLE,



HAMARE SUBAH JAAGNE SE PEHLE,


Kitne Sharm Ki Baat Hai....

HAMARE SUBAH JAAGNE SE PEHLE,

PARINDE JAAG JAATE HAI...😐