Monday, August 12, 2024

"ILM" Aur "RIZQ" Mein Barkat Ki DUA



"ILM" Aur "RIZQ" Mein Barkat Ki DUA


"Allahumma Inni As'aluka Ilman Nafi'an, Wa Rizqan Tayyiban, Wa Amalan Mutaqabbalan

"Aye Allah! Me Tujhse Fayda Dene Wale Ilm Ka Sawal Karta Hu Aur Pakiza Rizq Ka Aur Aise Amal Ka Jo Qubool Karliya Jaaye"

(Ibne Majah : 925)

Sunday, July 28, 2024

Achhe ilm, paak rozi, Qubool hone wale amal ke liye




Achhe ilm, paak rozi, Qubool hone wale amal ke liye


Allahumma inni as'aluka "ilman nafi'an, wa rizqan tayyiban, wa "amalan mutaqabbalan

Aye Allah! Main tujhse Nafa dene wale ilm, Pakiza rozi aur Qubool hone wale amal ka sawal karta hon ( mangta hon)

Ibn Majah

Thursday, July 25, 2024

Friday, June 21, 2024

Students k Liye Dua




Rabb-ishrah ii sadri, wa yassir li 'armri, 
Wah-lul 'uqdatam-mil-li-saani, Yaf-qahuu qawlii

"Aye Mere Rab! Tu Mere Liye Mera Seena Khol Dey Aur Isey Risalat Ka Vajan Sahne Ke Liye Faila Dey, Aur Mere Kaam Ko Mere Liye Aasan Kar Dey, Aur Meri Zubaan Ki Giroh Ko Khol Dey Taaki Log Meri Baat Ko Acchi Tarha Se Samjhe.

[Surah Taha 25-28]

Friday, May 10, 2024

Students k Liye Dua




Rabbi zidni ilma
Aye mere Rab! Mujhe ilm me taraqqi de

[surah Taha 114]




Rabb-ishrah ii sadri, wa yassir li 'armri, 
Wah-lul 'uqdatam-mil-li-saani, Yaf-qahuu qawlii

"Aye Mere Rab! Tu Mere Liye Mera Seena Khol Dey Aur Isey Risalat Ka Vajan Sahne Ke Liye Faila Dey, Aur Mere Kaam Ko Mere Liye Aasan Kar Dey, Aur Meri Zubaan Ki Giroh Ko Khol Dey Taaki Log Meri Baat Ko Acchi Tarha Se Samjhe.

[Surah Taha 25-28]




Allahumma la sahla illa ma ja'altahu sahla, 
wa 'anta taj-alul hazna idha shi'ta sahla 

Aye Allah koi cheez asaan nhi siwaye uske jise Tu asaan karde Or tu mushkil ko asaan kar deta hai agar teri marzi ho.

Rabbi zidni 'ilman war zuqni fahman

Aye Allah mujhe ilm Or sahi samjh me aage badha



Allahumma infa'nii bimaa 'allamtanii wa'allimnii maa yanfa' unii

Aye Allah! Jo kuch tune mujhe sikhaya hai usey mere liye mufeed bana Or mujhe wo ilm sikha jo mere liye mufeed ho.





Allahumma inni as'aluka 'Ilman naafi'an, wa rizqan tayyiban, wa 'amalan mutaqabbalan

Aye Allah! Main tujhse aese amal ka sawal karta hoon jo nafa dene wala ho, accha rizq or aese amal ka sawal karta hoon jo qubool kiya jaaye.

[Ibn Majah]