Wednesday, September 25, 2024

MashaAllah





Rasool e Khuda ne farmaya : Agar Meri Maa zinda hoti aur main Muhammad (ﷺ) farz namaz men khara hota aur meri Maa mujhe bulati too main farz namaz chor kar phele unko jawab deta.



Iska aasan matlab yeh hai ke agar Nabi Muhammad (ﷺ) ki maa zinda hoti, aur wo namaz parhte huye unhe bulati, to wo pehle apni maa ka jawab dete aur baad me namaz parhte. Is se humein yeh seekhne ko milta hai ke Islam me maa ka darja bohot bara hai, aur maa ka ehtram farz ibadat se bhi zyada ahmiyat rakhta hai.
Previous Post
Next Post

0 Comments: