Wednesday, July 24, 2024

Ek Musalmaan ke dusre musalmaan par paanch haq


Paanch Haq


Ek Musalmaan ke dusre musalmaan par paanch haq hain: Salaam ka jawaab dena, beemar ki iyaadat karna, janaaze ke saath jaana, daawat qubool karna aur cheenk ne waale ke jawaab mein "Yarhamukallah" kehna. 

(Bukhari: 1240)


Previous Post
Next Post

0 Comments: