Thursday, October 31, 2024

Sachi Niyat




Sachi Niyat 

Hazrat Abu Darda Raziyallahu Anhu se riwaayat hai ke Nabi Kareem (ﷺ) ne 
irshaad farmaaya : Jo Shakhs raat ko sone ke liye bistar par aaye aur uski niyyat raat ko tahajjud padhne ki thi lekin woh aisa ke subah hi jaga to usko uski niyyat soya par tahajjud ka sawaab milta hai aur uska sona Allah Ta'ala ki taraf se ek inaam hai. 

(Nisai: 1788)
Previous Post
Next Post

0 Comments: