Saturday, November 2, 2024

Miya Biwi Dono Tahajjud padhe




Rasul Paak (ﷺ) Ne Irshad Farmaya

Jab Shahor Raat Ko Apni Biwi Ko Uthaye Phir
Dono Tahajjud padhe 
Dono Ko Ba Kasrat Allah Ka Zikr Karne Wale Mard Aur Aurato Me Likh Diya Jata Hai

(ABU DAWOOD)

Afsos Kya Aaj Aise Shahor Biwi Hai...

Thursday, October 31, 2024

Sachi Niyat




Sachi Niyat 

Hazrat Abu Darda Raziyallahu Anhu se riwaayat hai ke Nabi Kareem (ﷺ) ne 
irshaad farmaaya : Jo Shakhs raat ko sone ke liye bistar par aaye aur uski niyyat raat ko tahajjud padhne ki thi lekin woh aisa ke subah hi jaga to usko uski niyyat soya par tahajjud ka sawaab milta hai aur uska sona Allah Ta'ala ki taraf se ek inaam hai. 

(Nisai: 1788)

Allah Tahajjud Ki Taufik De




Aur Wo Bande Ko Aur Bhi Jyada Pasand Farmata Hein To Wo Tahajjud Ki Taufik De Deta Hein

Tahajjud Ki Namaz


Tahajjud Ki Namaz


Tahajjud Ki Namaz Toh Itni Khubsurat Hai Ke 
Allah Ne Har Sajde Per Qubooliyat Ka Inaam Rakha Hai


Tahajjud



Tahajjud

Tum Uske Liye Apni Nind Qurban Karo Aur Wo Tumhari Jholi Na Bhare Aisa To Mumkin Hi Nahi.

Yaqeen Mano Jo Tumhein




Yaqeen Mano Jo Tumhein 
Tahajjud Ki Taufiq De Sakta Hai

Wo Insha'Allah Tumhein 
Sukoon Bhi De Denga