Sunday, April 7, 2024

RAMAZAN ME DUA


RAMAZAN ME DUA 

ROZEDAR KI DUA RADD NAHI KI JATI

Al-Hadees: Allah ke Nabi ka farman :

3 tarah ki Duaen Radd Nahi ki jati i) Rozedar ki Dua ii) Mazlum ki Baddua

iii) Musafir ki Dua (Sahi ul jamae :3030)

Al-Quran : Jab mera banda apse mere bare me sawal kare to ap keh dijiye main apne bandon ke qareeb hun, jab mujhe pukarta hai to main uski pukar sunta hun, chahiye ki meri baat man len aur mujh par iman rakhen taki wo hidayat pa saken.

(Surah Baqarah : 186)