Thursday, October 3, 2024

Be’adabi aur Jahalat Wali Baato Ka Anjaam …



♥ Mafhoom-e-Hadees: Rasool’Allah (Sallallahu Alaihay Wasallam) Farmatey Hai –
“Banda Ek (1) Baat Zubaan Se Nikaalta Hai Aur Uss Ke Mutalik Sochta Nahi
(Ke Kitni Kufr Aur Be’adabi Ki Baat Hai) Jis Ki Wajah Se Wo
Dozakh Ke Gherey Me Itni Door Gir Parta Hai Jitna Mashriq Se Magrib Door Hai”.
– (Bukhari: 81 Kitaab Al Raqaq:23 Baab Hifz Alsaan)


*Astagifirullah !!

Allah Hum Sabko Bachaye Be’adabi Aur Jahalat Ke Kaamo Se ,..
Ameen ❤️

Tuesday, September 10, 2024

Maghfirat ki dua

Maghfirat ki dua




The verse from the Quran, Surah Al-Baqarah (2:250), which is a prayer asking for patience, steadfastness, and victory. The translation provided is:

"Our Lord, pour upon us patience and plant firmly our feet and give us victory over the disbelieving people."

This prayer was made by the believers in the face of challenges, asking Allah for strength and patience in times of hardship. It's a powerful reminder that seeking Allah's help in difficult situations is key, while remaining firm and patient.

May Allah grant you and all believers strength and patience in every trial.






Wednesday, July 31, 2024

Sunday, June 16, 2024

Magfirat ke liye Dua


Magfirat ke liye Dua

Rabbanag fir lee wa liwaalidaiya wa lilmu'mineena Yawma yaqoomul hisaab

Aye Parwardigaar! Hisaab (kitab) k din mujhko aur mere maa-baap ko aur momino ko maghfirat kijiyo.

Al Qur'an 14-41

Tuesday, July 18, 2023

Magfirat ke liye Dua


Magfirat ke liye Dua


Rabbanag fir lee wa liwaalidaiya wa lilmu'mineena Yawma yaqoomul hisaab

Aye Parwardigaar! Hisaab ( kitab) k din mujhko aur mere maa-baap ko aur momino ko maghfirat kijiyo .

Al Qur'an 14-41