Thursday, October 17, 2024

Dost



 

Hazrat E Ali 

Jab koi dost aapko apna raaz bataye 
to samjh lena ki wo apni izat tumko
amaanat deta hai usme kabi 
khayanat na karna

Dost K Saath is Tarah Raho....



Dost K Saath
Us Namak Ki Tarah Raho
Jo Khane Mein Dikhaai Nahi Deta
Lekin Agar Naa Ho Toh
Uski Kami Bhahut Mehsoos Hoti Hai

Hazrat Ali (RA) 

Achcha Dost




Hazrat Ali (RZ) ne Farmaya

Achcha Dost Chahe Jitne Baar Roothe Usse Har Baar Mana Lena Chahiyye kyunki Tasbeeh k Daane Chahe Jitni Baar Bikhre Chun liya Jaate hai

Achcha Dost




Achche Waqt Se Zyada Achche Dost Aziz Rakho Kyuinki Achche Dost Bure Waqt Ko Bhi Achcha Bana Dete Hai

Hazrat Ali (RA) 

 

Dosti Karna Itna Asaan Hai Jaise Mitti Se Mitti Likhna Aur Dosti Nibhana Itna Mushkil Hai Jaise Pani Se Pani Likhna

Hazrat Ali (R.A)