Saturday, August 19, 2023

Farj namaz ka sawab




Rasoolullah (ﷺ) ne farmaya 
"Jo Shakhs apne Ghar se ba-wazu ho kar Farj Namaz ada karne ke liye Masjid ki taraf nikalta hai, toh usay Hajj ka Ehraam bandhne wale ki tarah sawab milta hai".

(Abudawood:885)