Friday, September 20, 2024

Dua For Fever






The statement you're referring to is a du'a (supplication) seeking protection and relief from pain and harm. In Arabic, this du'a is often phrased as:

"A'udhu bi'izzatillahi wa qudratihi min sharri ma ajidu wa uhadhiru."

This translates to: "I seek refuge in the might and power of Allah from the evil of what I find and what I fear."



It is said when someone is experiencing pain or fear of harm. Turning to Allah in times of physical or emotional distress reflects a deep reliance on His power and mercy to relieve us from suffering. The mention of "pulsating nerves" and "hot fire" symbolizes intense pain or discomfort, and this du'a is a plea for divine intervention in those moments.


Wednesday, July 31, 2024

Khairaur Afiyat ke liye


Khair aur Afiyat ke liye

Allahumma inni as'alukal-'afwa wal-'afiyah fid-dunya wal-akhirah.

Aye Allah! Main tujhse Dunay aur akhirat m Afoo aur aafiyat mangta hon

Ibn Majah

Friday, June 14, 2024

Jodon ke dard ka ilaaj



Jodon ke dard ka ilaaj

Rasool Allah (ﷺ) Ne Irshad Farmaya:
 "Anjeer Khao Kyu Ki Ye Bawasir Ko Khatam Karti Hai Aur Jodon Ke Dard Ke Liye Faidamand Hai

(Kinz Ul Amaal)

Friday, April 26, 2024

Badan Ke Aafiyat (salamati) Ki Dua



Badan Ke Aafiyat (salamati) Ki Dua


Allahumma Aafini Fee Badani, 
Allahumma Aafini Fee Sam'ee, 
Allahumma Aafini Fee Basaree, 
Laa Ilaha Illa Anta.

(Sunan Abu Dawood)

Ya Allah Tu Mere Badan Mein Aafiyat Ata Farma, 
Ya Allah Tu Mere Kaano Mein Aafiyat Ata Farma, 
Ya Allah Tu Meri Nigaho Mein Aafiyat Ata Farma 
Tere Siwa Koi Ma'abood Nahi